koi samandar koi nadi hoti koi dariya hota | कोई समंदर, कोई नदी होती कोई दरिया होता

  - Tehzeeb Hafi

koi samandar koi nadi hoti koi dariya hota
ham jitne pyaase the hamaara ek gilaas se kya hota

taane dene se aur ham pe shak karne se behtar tha
gale laga ke tumne hijrat ka dukh baat liya hota

कोई समंदर, कोई नदी होती कोई दरिया होता
हम जितने प्यासे थे हमारा एक गिलास से क्या होता

ताने देने से और हम पे शक करने से बेहतर था
गले लगा के तुमने हिजरत का दुख बाट लिया होता

  - Tehzeeb Hafi

Hijr Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Tehzeeb Hafi

As you were reading Shayari by Tehzeeb Hafi

Similar Writers

our suggestion based on Tehzeeb Hafi

Similar Moods

As you were reading Hijr Shayari Shayari