zameen se aasmaan tak noor tera hi nazar aaya
tujhe jab chaand ne dekha zameen par vo utar aaya
khile hain phool ke jaise dar-o-deewar sab ghar ke
khushi hai raunqen hain aaj mera yaar ghar aaya
ज़मीं से आसमाँ तक नूर तेरा ही नज़र आया
तुझे जब चाँद ने देखा ज़मीं पर वो उतर आया
खिले हैं फूल के जैसे दर-ओ-दीवार सब घर के
ख़ुशी है रौनक़ें हैं आज मेरा यार घर आया
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Prashant Arahat
our suggestion based on Prashant Arahat
As you were reading Chaand Shayari Shayari