ab koi kaanha kahaan jo jaan le is peer ko | अब कोई कान्हा कहाँ जो जान ले इस पीर को

  - Rituraj kumar

ab koi kaanha kahaan jo jaan le is peer ko
ik dushasan kheenchta hai zindagi ke cheer ko

zindagi ki relgaadi aa gai aage bahut
main utarne ja raha hoon kheenchkar zanjeer ko

अब कोई कान्हा कहाँ जो जान ले इस पीर को
इक दुशासन खींचता है ज़िंदगी के चीर को

ज़िन्दगी की रेलगाड़ी आ गई आगे बहुत
मैं उतरने जा रहा हूँ खींचकर ज़ंजीर को

  - Rituraj kumar

Qaid Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Rituraj kumar

As you were reading Shayari by Rituraj kumar

Similar Writers

our suggestion based on Rituraj kumar

Similar Moods

As you were reading Qaid Shayari Shayari