ummat ne zulm dhaaya ye aal-e-rasool par | उम्मत ने ज़ुल्म ढाया ये आल-ए-रसूल पर

  - Shajar Abbas

ummat ne zulm dhaaya ye aal-e-rasool par
saaya talak na chhodaa mazaar-e-batool par

chaaron taraf hai phaili madine mein raushni
par teergi hai aaj bhi qabr-e-batool par

उम्मत ने ज़ुल्म ढाया ये आल-ए-रसूल पर
साया तलक ना छोड़ा मज़ार-ए-बतूल पर

चारों तरफ़ है फैली मदीने में रौशनी
पर तीरगी है आज भी क़ब्र-ए-बतूल पर

  - Shajar Abbas

Andhera Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Shajar Abbas

As you were reading Shayari by Shajar Abbas

Similar Writers

our suggestion based on Shajar Abbas

Similar Moods

As you were reading Andhera Shayari Shayari