jin gharo ki tootti hain kundiyaan | जिन घरों की टूटती हैं कुंडियाँ

  - Tiwari Jitendra

jin gharo ki tootti hain kundiyaan
socho kaise rah sakegi betiyaan

dhoop ke maare hue sab log hain
aur ghar mein ab nahin hain battiyaan

prem ke sab patr hain is baig mein
aur saari kho gai hain chaabhiyaan

ped ko bas phool lagte kaam ke
ped sookha jab se tooti pattiyaan

जिन घरों की टूटती हैं कुंडियाँ
सोचो कैसे रह सकेगी बेटियाँ

धूप के मारे हुए सब लोग हैं
और घर में अब नहीं हैं बत्तियाँ

प्रेम के सब पत्र हैं इस बैग में
और सारी खो गई हैं चाभियाँ

पेड़ को बस फूल लगते काम के
पेड़ सूखा जब से टूटी पत्तियाँ

  - Tiwari Jitendra

Ghar Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Tiwari Jitendra

As you were reading Shayari by Tiwari Jitendra

Similar Writers

our suggestion based on Tiwari Jitendra

Similar Moods

As you were reading Ghar Shayari Shayari