tariqe aur bhi hain is tarah parkha nahin jaata | तरीक़े और भी हैं इस तरह परखा नहीं जाता

  - Abrar Kashif

tariqe aur bhi hain is tarah parkha nahin jaata
charaagon ko hawa ke saamne rakha nahin jaata

mohabbat faisla karti hai pehle chand lamhon mein
jahaan par ishq hota hai wahan socha nahin jaata

तरीक़े और भी हैं इस तरह परखा नहीं जाता
चराग़ों को हवा के सामने रक्खा नहीं जाता

मोहब्बत फ़ैसला करती है पहले चंद लम्हों में
जहाँ पर इश्क़ होता है वहाँ​ सोचा नहीं जाता

  - Abrar Kashif

Nature Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Abrar Kashif

As you were reading Shayari by Abrar Kashif

Similar Writers

our suggestion based on Abrar Kashif

Similar Moods

As you were reading Nature Shayari Shayari