sabhi ke dilon mein jo ghar kar rahi hain
meri zindagi par guzar kar rahi hain
bahakne lage bin lagaaye sharaabi
tumhaari nigaahen asar kar rahi hain
vo chingaariyon ko dikha karke tinka
mere jhopde kii khabar kar rahi hain
pareshaan karti hain zulfen tumhaari
mujhe raat din be-khabar kar rahi hain
kai raaniyaan fitna se be-ghar
mere jhopde mein basar kar rahi hain
shakeela. jameela sab aapas mein milkar
mere baankpan kii nazar kar rahi hain
सभी के दिलों में जो घर कर रही हैं
मिरी ज़िंदगी पर गुज़र कर रही हैं
बहकने लगे बिन लगाए शराबी
तुम्हारी निगाहें असर कर रही हैं
वो चिंगारियों को दिखा करके तिनका
मिरे झोपड़े की ख़बर कर रही हैं
परेशान करती हैं ज़ुल्फ़ें तुम्हारी
मुझे रात दिन बे-ख़बर कर रही हैं
कई रानियाँ काख़-ए-उमरा से बे-घर
मिरे झोपड़े में बसर कर रही हैं
शकीला जमीला सब आपस में मिलकर
मिरे बाँकपन की नज़र कर रही हैं
As you were reading Shayari by Prashant Kumar
our suggestion based on Prashant Kumar
As you were reading undefined Shayari