kisi ke ranj se usko nikaal kar pehle | किसी के रंज से उसको निकाल कर पहले

  - Faiz Ahmad

kisi ke ranj se usko nikaal kar pehle
usi ke ranj mein ab khud hi fas gaya hoon main

bada kameen hoon daldal mein pair khud rakhkar
ye kah raha hoon ki dhoke se dhas gaya hoon main

किसी के रंज से उसको निकाल कर पहले
उसी के रंज में अब ख़ुद ही फस गया हूँ मैं

बड़ा कमीन हूँ दलदल में पैर ख़ुद रखकर
ये कह रहा हूँ कि धोखे से धस गया हूँ मैं

  - Faiz Ahmad

Revenge Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Faiz Ahmad

As you were reading Shayari by Faiz Ahmad

Similar Writers

our suggestion based on Faiz Ahmad

Similar Moods

As you were reading Revenge Shayari Shayari