main suraj tha raushni ka chaand ke liye dhal gaya
main paani tha nadi ka pedon ke liye ruk gaya
main patta tha pedon ka tehniyon ke liye sukh gaya
main tahni tha jungle ka suraj ke intzaar mein jal gaya
मैं सूरज था, रौशनी का चांद के लिए ढल गया
मैं पानी था नदी का पेड़ों के लिए रुक गया
मैं पत्ता था पेड़ों का टहनियों के लिए सुख गया
मैं टहनी था जंगल का सूरज के इंतज़ार में जल गया
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Animesh Choubey
our suggestion based on Animesh Choubey
As you were reading Eid Shayari Shayari