ab taalluq ko taalluq se milaana kaisa
ho gaye khaak to phir laut ke aana kaisa
tumko milna hi nahin tha to bata sakte the
be-rukhi ye ye takalluf ye bahaana kaisa
अब तअल्लुक़ को तअल्लुक़ से मिलाना कैसा
हो गए ख़ाक तो फिर लौट के आना कैसा
तुमको मिलना ही नहीं था तो बता सकते थे
बे-रुख़ी ये, ये तकल्लुफ़, ये बहाना कैसा
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Hameed Sarwar Bahraichi
our suggestion based on Hameed Sarwar Bahraichi
As you were reading Bahana Shayari Shayari