naam pe ham qurbaan the us ke lekin phir ye taur hua | नाम पे हम क़ुर्बान थे उस के लेकिन फिर ये तौर हुआ

  - Jaun Elia

naam pe ham qurbaan the us ke lekin phir ye taur hua
us ko dekh ke ruk jaana bhi sab se badi qurbaani thi

mujh se bichhad kar bhi vo ladki kitni khush khush rahti hai
us ladki ne mujh se bichhad kar mar jaane ki thaani thi

नाम पे हम क़ुर्बान थे उस के लेकिन फिर ये तौर हुआ
उस को देख के रुक जाना भी सब से बड़ी क़ुर्बानी थी

मुझ से बिछड़ कर भी वो लड़की कितनी ख़ुश ख़ुश रहती है
उस लड़की ने मुझ से बिछड़ कर मर जाने की ठानी थी

  - Jaun Elia

Shaheed Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Jaun Elia

As you were reading Shayari by Jaun Elia

Similar Writers

our suggestion based on Jaun Elia

Similar Moods

As you were reading Shaheed Shayari Shayari