hamein jo jis nazar se dekhta hai vaise dikhte hain
hai khud par naaz hamko yaar chahe jaise dikhte hain
agar sheesha nahin hota to khud se bekhbar rahte
pata chalta nahin yaaron ki ab ham kaise dikhte hain
हमें जो जिस नज़र से देखता है वैसे दिखते हैं
है ख़ुद पर नाज़ हमको यार चाहे जैसे दिखते हैं
अगर शीशा नहीं होता तो ख़ुद से बेख़बर रहते
पता चलता नहीं यारों कि अब हम कैसे दिखते हैं
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by "Nadeem khan' Kaavish"
our suggestion based on "Nadeem khan' Kaavish"
As you were reading Dosti Shayari Shayari