sabab jab bhi udaasi ka kisi ne ham se poocha hai
zuba par be-takalluf phir tira hi naam aaya hai
nahin aata kabhi fann-e-sukhan gar saath vo hota
bichhadna yaar ka ashraf ke kitna kaam aaya hai
सबब जब भी उदासी का किसी ने हम से पूछा है
ज़ुबा पर बे-तकल्लुफ़ फिर तिरा ही नाम आया है
नहीं आता कभी फ़न्न-ए-सुख़न गर साथ वो होता
बिछड़ना यार का 'अशरफ़' के कितना काम आया है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Meem Maroof Ashraf
our suggestion based on Meem Maroof Ashraf
As you were reading Wahshat Shayari Shayari