phir usi shajaron se | फिर उसी आब-ए-हया से

  - Ankur Mishra

phir usi shajaron se
milna hai apne khuda se

rang gahra hai bahut par
bachna hai aab-e-haya se

mil hi jaayega kabhi vo
dekhta hai jis ada se

der se hi ab sahi par
dhadka to dil ye dava se

ishq kar leta main bhi par
dar gaya tha main wafa se

फिर उसी आब-ए-हया से
मिलना है अपने ख़ुदा से

रंग गहरा है बहुत पर
बचना है तर्क-ए-दुआ से

मिल ही जाएगा कभी वो
देखता है जिस अदा से

देर से ही अब सही पर
धड़का तो दिल ये दवा से

इश्क़ कर लेता मैं भी पर
डर गया था मैं वफ़ा से

  - Ankur Mishra

More by Ankur Mishra

As you were reading Shayari by Ankur Mishra

Similar Writers

our suggestion based on Ankur Mishra

Similar Moods

As you were reading undefined Shayari