jo bhi khone ke dar se dar jaate hain
sab ke sab mere yaar bikhar jaate hain
ek sawaal sabhi ka hai mera bhi ke
uske thukraaye log kidhar jaate hain
ki akela hoon main aur suna hai maine
log akela mein akshar mar jaate hain
जो भी खोने के डर से डर जाते हैं
सब के सब मेरे यार बिखर जाते हैं
एक सवाल सभी का है मेरा भी, के
उसके ठुकराए लोग किधर जाते हैं
कि अकेला हूँ मैं और सुना है मैंने
लोग अकेले में अक्सर मर जाते हैं
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Nirvesh Navodayan
our suggestion based on Nirvesh Navodayan
As you were reading Dosti Shayari Shayari