gazab ugla hai usne zahar phir insaaniyat kahkar
bahut hairaan hoon main uski is firqa-parasti se
kai hisson mein ab us mulk ke kehne lage hain log
hue barbaad hain ham khud ki is firqa-parasti se
ग़ज़ब उगला है उसने ज़हर फिर इंसानियत कहकर
बहुत हैरान हूँ मैं उसकी इस फिरक़ा-परस्ती से
कई हिस्सों में अब उस मुल्क के कहने लगे हैं लोग
हुए बर्बाद हैं हम ख़ुद की इस फ़िरक़ा-परस्ती से
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Nityanand Vajpayee
our suggestion based on Nityanand Vajpayee
As you were reading Deshbhakti Shayari Shayari