ek roz sabhi ko mar jaana hai jaanaan | एक रोज सभी को मर जाना है जानाँ

  - SAFAR

ek roz sabhi ko mar jaana hai jaanaan
usse pehle mujhe ghar jaana hai jaanaan

tujhe karne hai muhabbat to aaj kar
waqt haatho se bikhar jaana hain jaanaan

mere khau ki shaam khatm hone ko hai
iske baad tujhe dar jaana hain jaanaan

एक रोज सभी को मर जाना है जानाँ
उससे पहले मुझे घर जाना है जानाँ

तुझे करनी है मुहब्बत तो आज कर
वक़्त हाथो से बिखर जाना हैं जानाँ

मेरे खौफ़ की शाम ख़त्म होने को है
इसके बाद तुझे डर जाना हैं जानाँ

  - SAFAR

Ghar Shayari

Our suggestion based on your choice

More by SAFAR

As you were reading Shayari by SAFAR

Similar Writers

our suggestion based on SAFAR

Similar Moods

As you were reading Ghar Shayari Shayari