wahi likhta hoon jo likhne ko kaha jaata hai
bas samjhdaron ke padhne mein nahin aata hai
kyun bhala gehre hare zakan mera man kheenchte hain
kya mera waqai qudrat se koi naata hai
jab kisi aur mein kuchh dhundhti hai meri nigaah
ekdam se tu mere saamne aa jaata hai
वही लिखता हूँ जो लिखने को कहा जाता है
बस समझदारों के पढ़ने में नहीं आता है
क्यूँ भला गहरे हरे वन मेरा मन खींचते हैं
क्या मेरा वाकई कुदरत से कोई नाता है
जब किसी और में कुछ ढूंढती है मेरी निगाह
एकदम से तू मेरे सामने आ जाता है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Waseem Barelvi
our suggestion based on Waseem Barelvi
As you were reading Nazar Shayari Shayari