tum dhara par baith kar sapne gagan ke paalte ho
hai vijay ki chaah to kyun kaam kal par taalte ho
aur andaaza nadi ka chor par milta nahin hai
kood kar dekho na dar kyun doobne ka paalte ho
तुम धरा पर बैठ कर सपने गगन के पालते हो
है विजय की चाह तो क्यों काम कल पर टालते हो
और अंदाज़ा नदी का छोर पर मिलता नहीं है
कूद कर देखो न डर क्यों डूबने का पालते हो
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by ATUL SINGH
our suggestion based on ATUL SINGH
As you were reading Jeet Shayari Shayari