hawa to bas bahaana hai diya bujhne hi waala tha
amar koi nahin sab kuchh yahan par chhod jaana tha
lagaaee thi kisi anjaan ne aawaaz to dekha
dikha tha sirf saaya saath jo chalne hi waala tha
हवा तो बस बहाना है दिया बुझने ही वाला था
अमर कोई नहीं सब कुछ यहाँ पर छोड़ जाना था
लगाई थी किसी अनजान ने आवाज़ तो देखा
दिखा था सिर्फ़ साया साथ जो चलने ही वाला था
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by "Dharam" Barot
our suggestion based on "Dharam" Barot
As you were reading Pollution Shayari Shayari