charaagh-e-raushni ho kar dar-e-dil tak na pahuncha hoon | चराग़-ए-रौशनी हो कर दर-ए-दिल तक न पहुँचा हूँ

  - Maviya abdul kalam khan

charaagh-e-raushni ho kar dar-e-dil tak na pahuncha hoon
nazar mein husn ki yaaro abhi tak bhi bujha sa hoon

khabar karna zara qaasid haseen saanson ki dhadkan ko
hawa daaman se gar de vo mahakta main ujaala hoon

चराग़-ए-रौशनी हो कर दर-ए-दिल तक न पहुँचा हूँ
नज़र में हुस्न की यारो अभी तक भी बुझा सा हूँ

ख़बर करना ज़रा क़ासिद हसीं साँसों की धड़कन को
हवा दामन से गर दे वो महकता मैं उजाला हूँ

  - Maviya abdul kalam khan

Jalwa Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Maviya abdul kalam khan

As you were reading Shayari by Maviya abdul kalam khan

Similar Writers

our suggestion based on Maviya abdul kalam khan

Similar Moods

As you were reading Jalwa Shayari Shayari