dar-b-dar bezaar sa tha
khaali main itwaar. sa tha
bhar gaye the zakhm lekin
phir bhi main beemaar sa tha
jaane kiski thi ye saazish
kaun vo ayyaar sa tha
paas sab tha mere par main
lagta kyun ashraar sa tha
दर-ब-दर बेज़ार सा था
ख़ाली मैं इतवार सा था
भर गए थे ज़ख़्म लेकिन
फिर भी मैं बीमार सा था
जाने किसकी थी ये साज़िश
कौन वो अय्यार सा था
पास सब था मेरे पर मैं
लगता क्यों अशरार सा था
As you were reading Shayari by Ankur Mishra
our suggestion based on Ankur Mishra
As you were reading undefined Shayari