har shab usi dar pe thehar jaate hain ham
dete hue rasta guzar jaate hain ham
hai rabt hamko in charaagon se magar
bas zindagi kii lau se dar jaate hain ham
aasaan nahin maana magar ai zindagi
kar ke jama khud ko bikhar jaate hain ham
हर शब उसी दर पे ठहर जाते हैं हम
देते हुए रस्ता गुज़र जाते हैं हम
है रब्त हमको इन चराग़ों से मगर
बस ज़िंदगी की लौ से डर जाते हैं हम
आसाँ नहीं माना मगर ऐ ज़िंदगी
कर के जमा ख़ुद को बिख़र जाते हैं हम
As you were reading Shayari by Ankur Mishra
our suggestion based on Ankur Mishra
As you were reading undefined Shayari