khud ko thoda sa ba-khabar rakhiye
apne aashiq pe bhi nazar rakhiye
ye tabiyat mein jo taghaaful sa
husn ka phir zara asar rakhiye
naachta vo samajh ishaare jo
aisa phir to bana ke dar rakhiye
is zamaane kii to hawa hi ghalat
saath mehboob motabar rakhiye
preet kahti na ye qadam behka
ghar ko jaaye vo raahguzaar rakhiye
ख़ुद को थोड़ा सा बा-ख़बर रखिए
अपने आशिक़ पे भी नज़र रखिए
ये तबीयत में जो तग़ाफ़ुल सा
हुस्न का फिर ज़रा असर रखिए
नाचता वो समझ इशारे जो
ऐसा फिर तो बना के डर रखिए
इस ज़माने की तो हवा ही ग़लत
साथ महबूब मोतबर रखिए
'प्रीत' कहती न ये क़दम बहका
घर को जाए वो रहगुज़र रखिए
As you were reading Shayari by Harpreet Kaur
our suggestion based on Harpreet Kaur
As you were reading undefined Shayari