kaun hai jo is tarah apna hi qaateel dekhta hai
raaste chalta musaafir apni manzil dekhta hai
ye nigaahen kesh. nathani jhumke saare hain kahaani
phir ghazal likhta hai jo uska haseen til dekhta hai
कौन है जो इस तरह अपना ही क़ातिल देखता है
रास्ते चलता मुसाफ़िर अपनी मंज़िल देखता है
ये निगाहें केश नथनी झुमके सारे हैं कहानी
फिर ग़ज़ल लिखता है जो उसका हसीं तिल देखता है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Janib Vishal
our suggestion based on Janib Vishal
As you were reading Manzil Shayari Shayari