aankh bebas vo nazar mujhko to aayi
jab se ghar aulaad uski yaar baithi
ro diya vo baap khud shaayad bahut hi
usne nam bachchon kii jab vo aankh dekhi
hai samandar mein samaaye dariya saare
vaise palati baap mein gham kii kahaani
आँख बेबस वो नज़र मुझको तो आई
जब से घर औलाद उसकी यार बैठी
रो दिया वो बाप ख़ुद शायद बहुत ही
उसने नम बच्चों की जब वो आँख देखी
है समंदर में समाए दरिया सारे
वैसे पलती बाप में ग़म की कहानी
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Lalit Mohan Joshi
our suggestion based on Lalit Mohan Joshi
As you were reading Chehra Shayari Shayari