zindagi ko apni yun azaab kar ke dekha hai
maine ishq us se be-hisaab kar ke dekha hai
ilm tha mujhe fareb-kaar hai vo shakhs par
maine phir bhi uska intikhaab kar ke dekha hai
ज़िंदगी को अपनी यूँ अज़ाब कर के देखा है
मैंने इश्क़ उस से बे-हिसाब कर के देखा है
इल्म था मुझे फ़रेब-कार है वो शख़्स पर
मैंने फिर भी उसका इंतिख़ाब कर के देखा है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Kabiir
our suggestion based on Kabiir
As you were reading Ilm Shayari Shayari