lo chaand ho gaya namoo maah-e-kharaam ka
ai mominon libaas-e-siyaah zeb-e-tan karo
farsh-e-aza bichha ke azaakhaane mein shajar
ab subh-o-shaam zikr-e-gareeb-ul-watan karo
लो चाँद हो गया नमू माह-ए-ख़राम का
ऐ मोमिनों लिबास-ए-सियाह ज़ेब-ए-तन करो
फ़र्श-ए-अज़ा बिछा के अज़ाख़ाने में शजर
अब सुब्ह-ओ-शाम ज़िक्र-ए-ग़रीब-उल-वतन करो
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Shajar Abbas
our suggestion based on Shajar Abbas
As you were reading Chaand Shayari Shayari