paani jagmag karta jaaye
suraj is mein dooba jaaye
badi si ye sone ki thaali
kya maaloom kahaan kho jaaye
maghrib mein jo baste honge
kitne vo khush-qismat honge
haath badha kar bade maze se
suraj ko choo lete honge
पानी जगमग करता जाए
सूरज इस में डूबा जाए
बड़ी सी ये सोने की थाली
क्या मालूम कहाँ खो जाए
मग़रिब में जो बस्ते होंगे
कितने वो ख़ुश-क़िस्मत होंगे
हाथ बढ़ा कर बड़े मज़े से
सूरज को छू लेते होंगे
Our suggestion based on your choice
our suggestion based on Aamina Azfar
As you were reading Sooraj Shayari Shayari