usko bhi manzoor sab hai
mujhko bhi zakhm-e-talab hai
bewafa dono hain phir bhi
ishq mera ba-adab hai
kar gaya tanhaa mujhe jo
khud akela besabab hai
kya nahin pahluu mein uske
naam jiska dost rab hai
khat likhoon kis naam se main
marz marham paas sab hai
उसको भी मंज़ूर सब है
मुझको भी ज़ख़्म-ए-तलब है
बेवफ़ा दोनों हैं फिर भी
इश्क़ मेरा बा-अदब है
कर गया तन्हा मुझे जो
ख़ुद अकेला बेसबब है
क्या नहीं पहलू में उसके
नाम जिसका दोस्त रब है
ख़त लिखूँ किस नाम से मैं
मर्ज़ मरहम पास सब है
As you were reading Shayari by Ankur Mishra
our suggestion based on Ankur Mishra
As you were reading undefined Shayari