yun ghazal ko ab bahar hai zaroori
gaav ko jaise shehar hai zaroori
khet banjar hi ho gaye sabhi ke
khet ko ab to nahar hai zaroori
daam kab milte hain kisaan ko ab
bachne ko ab phir zahar hai zaroori
यूँ ग़ज़ल को अब बहर है ज़रूरी
गाँव को जैसे शहर है ज़रूरी
खेत बंजर ही हो गये सभी के
खेत को अब तो नहर है ज़रूरी
दाम कब मिलते हैं किसान को अब
बचने को अब फिर ज़हर है ज़रूरी
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Manoj Devdutt
our suggestion based on Manoj Devdutt
As you were reading Shahr Shayari Shayari