roz saare jahaan se zillat mein
khwaab aate rahe jasaarat mein
main kafan sar mein baandhta hoon jo
baal phoole hain mere hasrat mein
ik tasavvur mein mere main aur tum
karte hain tu tadak ulfat mein
isliye maut ne mujhe chhodaa
mar chuka hoon main to nadaamat mein
raat ko neend mein ye maayusi
der tak ab tahlati hai chhat mein
रोज़ सारे जहाँ से ज़िल्लत में
ख़्वाब आते रहे जसारत में
मैं कफ़न सर में बाँधता हूँ जो
बाल फूले हैं मेरे हसरत में
इक तसव्वुर में मेरे मैं और तुम
करते हैं तू तड़ाक उल्फ़त में
इसलिए मौत ने मुझे छोड़ा
मर चुका हूँ मैं तो नदामत में
रात को नींद में ये मायूसी
देर तक अब टहलती है छत में
As you were reading Shayari by komal selacoti
our suggestion based on komal selacoti
As you were reading undefined Shayari