maut ke dar se hi sahi
zindagi ko fursat to mili
sadkon ko raahat
aur gharo ko raunak to mili
prakriti tera roothna bhi zaroori tha
insaan ka ghamand tootna bhi zaroori tha
har koi khud ko khuda samajh baitha tha
ye shak door hona bhi zaroori tha
मौत के डर से ही सही
ज़िन्दगी को फुर्सत तो मिली
सड़कों को राहत
और घरों को रौनक तो मिली
प्रकृति, तेरा रूठना भी जरूरी था
इंसान का घमंड टूटना भी जरूरी था
हर कोई खुद को खुदा समझ बैठा था
ये शक दूर होना भी जरुरी था
Our suggestion based on your choice
our suggestion based on Aakash Singh
As you were reading Wahshat Shayari Shayari