jab sar-e-shaam pajeeraai-e-fan hoti hai | जब सर-ए-शाम पजीराई-ए-फ़न होती है - Azhar Faragh

jab sar-e-shaam pajeeraai-e-fan hoti hai
shaahzaadi ko kaneezon se jalan hoti hai

le to aaya hoon tujhe gher ke apni jaanib
aage insaan ki apni bhi lagan hoti hai

जब सर-ए-शाम पजीराई-ए-फ़न होती है
शाहज़ादी को कनीज़ों से जलन होती है

ले तो आया हूँ तुझे घेर के अपनी जानिब
आगे इंसान की अपनी भी लगन होती है

- Azhar Faragh
8 Likes

Aanch Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Azhar Faragh

As you were reading Shayari by Azhar Faragh

Similar Writers

our suggestion based on Azhar Faragh

Similar Moods

As you were reading Aanch Shayari Shayari