jagah ki kaid nahin thi koi kahi baithe | जगह की क़ैद नहीं थी कोई कहीं बैठे

  - Mehshar Afridi

jagah ki kaid nahin thi koi kahi baithe
jahaan maqaam hamaara tha ham wahin baithe

ameer ae shehar ke aane pe uthna padta hai
lihaaza agli safoon mein kabhi nahin baithe

जगह की क़ैद नहीं थी कोई कहीं बैठे
जहाँ मक़ाम हमारा था हम वहीं बैठे

अमीर-ए-शहर के आने पे उठना पड़ता है
लिहाज़ा अगली सफ़ों में कभी नहीं बैठे

  - Mehshar Afridi

Duniya Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Mehshar Afridi

As you were reading Shayari by Mehshar Afridi

Similar Writers

our suggestion based on Mehshar Afridi

Similar Moods

As you were reading Duniya Shayari Shayari