naseeb ki baat | नसीब की बात

  - Famyas Siwani

naseeb ki baat

naseeb naseeb ki baat hoti hai
kisi ke naseeb mein hansna to kisi ka rona hota hai
kisi ke naseeb mein jeena to kisi ka marna hota hai

ye naseeb ki hi baat hoti hai
jo usko ameer to mujhe gareeb banaati hai
kisi ko bhara to kisi ko bhookha pet sulaati hai

ye naseeb naseeb ki baat hoti hai
jo usko ghar to mujhe ghaat le jaati hai

नसीब की बात

नसीब नसीब की बात होती है
किसी के नसीब में हँसना तो किसी का रोना होता है
किसी के नसीब में जीना तो किसी का मरना होता है

ये नसीब की ही बात होती है
जो उसको अमीर तो मुझे ग़रीब बनाती है
किसी को भरा तो किसी को भूखा पेट सुलाती है

ये नसीब नसीब की बात होती है
जो उसको घर तो मुझे घाट ले जाती है

  - Famyas Siwani

Qismat Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Famyas Siwani

As you were reading Shayari by Famyas Siwani

Similar Writers

our suggestion based on Famyas Siwani

Similar Moods

As you were reading Qismat Shayari Shayari