yaad ik saath kai yaar zamaane aaye
khat mere haath bhi aaye to purane aaye
waqt ne zakhm lagaaye hain anekon lekin
uske hisse mein kahaan yaar khazane aaye
aadmi chahe to kya kuchh nahin kar saka hai
baat ban jaayegi gar baat banaane aaye
याद इक साथ कई यार ज़माने आये
ख़त मेरे हाथ भी आये तो पुराने आये
वक़्त ने ज़ख़्म लगाए हैं अनेकों लेकिन
उसके हिस्से में कहाँ यार ख़ज़ाने आये
आदमी चाहे तो क्या कुछ नहीं कर सकता है
बात बन जाएगी गर बात बनाने आये
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Kumar Aryan
our suggestion based on Kumar Aryan
As you were reading Insaan Shayari Shayari