andhere | "अँधेरे"

  - Tarun Bhati

andhere

din ka aasmaan dinbhar insaano ke kaleje se andhere apni paraat mein daalta hua raat ke aasmaan ke liye jama karta hai
agli subah vo andhere aur purane-naye kaleje pa jaate hain

main khayal karta hoon un andheron ka jinhen ek zamaane tak chamach se khurche jaane ki aarzoo rahti hai

"अँधेरे"

दिन का आसमान दिनभर इंसानों के कलेजे से अँधेरे अपनी परात में डालता हुआ रात के आसमान के लिए जमा करता है
अगली सुबह वो अँधेरे और पुराने-नये कलेजे पा जाते हैं

मैं ख़याल करता हूँ उन अँधेरों का जिन्हें एक ज़माने तक चम्मच से खुरचे जाने की आरज़ू रहती है

  - Tarun Bhati

Raat Shayari

Our suggestion based on your choice

Similar Writers

our suggestion based on Tarun Bhati

Similar Moods

As you were reading Raat Shayari Shayari