baarish mein akshar naav kagaz ki banaate the miyaan | बारिश में अक्सर नाव कागज़ की बनाते थे मियाँ

  - M R CHAUHAN

baarish mein akshar naav kagaz ki banaate the miyaan
in mausamon ka lutf pehle yun uthaate the miyaan

ab khidkiyon se dhoop aati hai to aankhen khulti hain
pehle ujaale se bhi jaldi jaag jaate the miyaan

बारिश में अक्सर नाव कागज़ की बनाते थे मियाँ
इन मौसमों का लुत्फ़ पहले यूँ उठाते थे मियाँ

अब खिड़कियों से धूप आती है तो आँखें खुलती हैं
पहले उजाले से भी जल्दी जाग जाते थे मियाँ

  - M R CHAUHAN

Chehra Shayari

Our suggestion based on your choice

More by M R CHAUHAN

As you were reading Shayari by M R CHAUHAN

Similar Writers

our suggestion based on M R CHAUHAN

Similar Moods

As you were reading Chehra Shayari Shayari