tamannaa thi khazane ki raqm ki to mili bhi
magar ab us khazane pe faqat zanjeer hai bas
yahan is ghar mein hoti roop raahat ka khushi ka
wahan us ghar mein jo ab dard ki tasveer hai bas
तमन्ना थी ख़ज़ाने की रक़म की तो मिली भी
मगर अब उस ख़ज़ाने पे फ़क़त ज़ंजीर है बस
यहाँ इस घर में होती रूप राहत का ख़ुशी का
वहाँ उस घर में जो अब दर्द की तस्वीर है बस
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Mohit Subran
our suggestion based on Mohit Subran
As you were reading Jashn Shayari Shayari