raat qabze mein ye aaseb sanam bankar the
baanh thame ye mulaayem se bahm bankar the
maine dilbar se bhala kab ye sahaara paaya
jaise khwabi se sanam vaise bharam bankar the
tha mujhe ilm ki ab hosh nahin hai mujhko
par mujhe saare bharam yaar karam bankar the
vo mujhe baandh ke aaghosh me lipate aise
jab khuli aankh nishaan saare varm bankar the
रात क़ब्ज़े में ये आसेब सनम बनकर थे
बाॅंह थामें ये मुलाएम से बहम बनकर थे
मैंने दिलबर से भला कब ये सहारा पाया
जैसे ख़्वाबी से सनम वैसे भरम बनकर थे
था मुझे इल्म कि अब होश नहीं है मुझको
पर मुझे सारे भरम यार करम बनकर थे
वो मुझे बाँध के आग़ोश मे लिपटे ऐसे
जब खुली आँख निशाँ सारे वरम बनकर थे
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Rubal
our suggestion based on Rubal
As you were reading Andhera Shayari Shayari