dooji wajh se dar vaa nahin hai
koi ham se rootha nahin hai
sar ko apne kya dhaanpe ham
chat par hi jab saaya nahin hai
mujh ko jaana to jaanoge
khota sikka khota nahin hai
dastaq do har dooje ghar par
har ghar ka dar khulta nahin hai
chalte raho tum ye khulne tak
jo bhi gaya kyun lautaa nahin hai
दूजी वज्ह से दर वा नहीं है
कोई हम से रूठा नहीं है
सर को अपने क्या ढाँपे हम
छत पर ही जब साया नहीं है
मुझ को जाना तो जानोगे
खोटा सिक्का खोटा नहीं है
दस्तक़ दो हर दूजे घर पर
हर घर का दर खुलता नहीं है
चलते रहो तुम ये खुलने तक
जो भी गया क्यूँ लौटा नहीं है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Sohil Barelvi
our suggestion based on Sohil Barelvi
As you were reading Terrorism Shayari Shayari