nasheb aur faraaz mein urooj aur zawaal mein
sabhi simat ke rah gaye hain in hi do khyaal mein
kad apna ek-doosre se naapne ki wajh se
hai aadmi uljh gaya kabeedgi ke jaal mein
नशेब और फ़राज़ में उरूज और ज़वाल में
सभी सिमट के रह गए हैं इन ही दो ख़याल में
क़द अपना एक-दूसरे से नापने की वज्ह से
है आदमी उलझ गया कबीदगी के जाल में
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Mohit Subran
our suggestion based on Mohit Subran
As you were reading Yaad Shayari Shayari