akarba parwaari | "अकरबा परवारी" - Syed Mehdi

akarba parwaari

hairaan tha main aur pareshaan bhi tha main koi nahi tha jise ye samjhaata tha main
vo khaamoshi raato mein khud se लड़ना,महफ़िल mein khud ko saalim sa dikhaata tha main

aaj sab aa gaye galat aur sahi ke faisale ki ladai में,कैसे kah doo tum sahi aur galat main
kaise samjhaaoo ye jang nahi hai koi akarba parwaari ki,ye jang hai us beemaari ki

ye vo dard hai jo har kisi ko apno se milta hai tum samajh nahi paaye ya samjha paaya nahi main
sab azaad hai sab bhag rahe kise fursat hai yahan kisi ke dard ko samajhne ki

sabke apne apne pairo-nisha hai sabke apne apne rang hai mehdi

"अकरबा परवारी"

हैरान था मैं और परेशान भी था मैं, कोई नही था जिसे ये समझाता था मैं
वो खामोश रातो में खुद से लड़ना,महफ़िल में खुद को सालिम सा दिखाता था मैं

आज सब आ गए ग़लत और सही के फैसले की लड़ाई में,कैसे कह दू तुम सही और ग़लत मैं
कैसे समझाऊ ये जंग नही है कोई "अकरबा परवारी" की,ये जंग है उस बीमारी की

ये वो दर्द है जो हर किसी को अपनो से मिलता है, तुम समझ नही पाए या समझा पाया नही मैं
सब आज़ाद है सब भाग रहे, किसे फुरसत है यहाँ किसी के दर्द को समझने की

सबके अपने अपने "पैरों-निशा" है, सबके अपने अपने रंग है "मेहदी"

- Syed Mehdi
1 Like

Bimar Shayari

Our suggestion based on your choice

Similar Writers

our suggestion based on Syed Mehdi

Similar Moods

As you were reading Bimar Shayari Shayari