mitne ka junoon lutne ka armaan nazar aaya | मिटने का जुनूँ लुटने का अरमाँ नज़र आया

  - Qadir Siddiqi

mitne ka junoon lutne ka armaan nazar aaya
aap aaye to kuchh jeene ka saamaan nazar aaya

socha tha mere haath mein daaman hai tumhaara
dekha to khud apna hi garebaan nazar aaya

dekha jo kabhi ghaur se us kyoon ko
maasoom nigaahon mein bhi toofaan nazar aaya

is daur mein jeene ka kiya jab bhi iraada
us waqt mujhe marna hi aasaan nazar aaya

is waqt ki jab bhook se marne lagi duniya
hindu nazar aaya na musalmaan nazar aaya

मिटने का जुनूँ लुटने का अरमाँ नज़र आया
आप आए तो कुछ जीने का सामाँ नज़र आया

सोचा था मिरे हाथ में दामन है तुम्हारा
देखा तो ख़ुद अपना ही गरेबाँ नज़र आया

देखा जो कभी ग़ौर से उस जान-ए-वफ़ा को
मासूम निगाहों में भी तूफ़ाँ नज़र आया

इस दौर में जीने का किया जब भी इरादा
उस वक़्त मुझे मरना ही आसाँ नज़र आया

इस वक़्त कि जब भूक से मरने लगी दुनिया
हिन्दू नज़र आया न मुसलमाँ नज़र आया

  - Qadir Siddiqi

Diwangi Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Qadir Siddiqi

As you were reading Shayari by Qadir Siddiqi

Similar Writers

our suggestion based on Qadir Siddiqi

Similar Moods

As you were reading Diwangi Shayari Shayari