har khushi gham ke sahaare kaun hai inka yahan | हर ख़ुशी ग़म के सहारे कौन है इनका यहाँ

  - Arkam zahid

har khushi gham ke sahaare kaun hai inka yahan
umr ke dono kinaare kaun hai thamta yahan
baant li bacchon ne daulat par yahin to rah gaye
baap maa kisko pukaare kaun hai apna yahan

हर ख़ुशी ग़म के सहारे कौन है इनका यहाँ
उम्र के दोनों किनारे कौन है थमता यहाँ
बाँट ली बच्चों ने दौलत पर यहीं तो रह गए
बाप माँ किसको पुकारे कौन है अपना यहाँ

  - Arkam zahid

Udas Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Arkam zahid

As you were reading Shayari by Arkam zahid

Similar Writers

our suggestion based on Arkam zahid

Similar Moods

As you were reading Udas Shayari Shayari