ishq bhi muhabbat bhi pyaar bhi diya hai ye
dost us sanam ne ik vaar bhi diya hai ye
kis tarah basar apni main karoon yahan raatein
di khushi magar gham ka zhaar bhi diya hai ye
hijr se ubhar aaye kis tarah idhar ariz
jab ise gham-e-hijr-e-yaar bhi diya hai ye
इश्क़ भी, मुहब्बत भी, प्यार भी दिया है ये
दोस्त उस सनम ने इक वार भी दिया है ये
किस तरह बसर अपनी मैं करूँ यहाँ रातें
दी ख़ुशी मगर ग़म का झार भी दिया है ये
हिज्र से उभर आए किस तरह इधर 'आरिज़'
जब इसे ग़म-ए-हिज्र-ए-यार भी दिया है ये
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Azhan 'Aajiz'
our suggestion based on Azhan 'Aajiz'
As you were reading Udas Shayari Shayari