ujaad sadkon ki dono jaanib | उजाड़ सड़कों की दोनों जानिब

  - Ejaz Farooqi

ujaad sadkon ki dono jaanib
ghane darakhton ke lambe saaye tale
zamaane ki dhoop se tapte din guzaare

ghaneeri zulfon ki thandi chaanv tale
jawaani ki garm jaltee do-pahrein kaateen

ghane darakhton ka saaya qaaim
ghaneeri zulfon ki chaanv rizwan
magar mere sar se dhal chuki hai

उजाड़ सड़कों की दोनों जानिब
घने दरख़्तों के लम्बे साए तले
ज़माने की धूप से तपते दिन गुज़ारे

घनेरी ज़ुल्फ़ों की ठंडी छाँव तले
जवानी की गर्म जलती दो-पहरें काटीं

घने दरख़्तों का साया क़ाएम
घनेरी ज़ुल्फ़ों की छाँव दाइम
मगर मिरे सर से ढल चुकी है

  - Ejaz Farooqi

Ujaala Shayari

Our suggestion based on your choice

Similar Writers

our suggestion based on Ejaz Farooqi

Similar Moods

As you were reading Ujaala Shayari Shayari