ghamon ke baad hothon par mujhe muskaan rakhna hai
hatheli par hamein dushman se aage jaan rakhna hai
agar main na raha to tum bhi sarhad ko chale jaana
tirange se lipt aayein yahi armaan rakhna hai
ग़मों के बाद होठों पर मुझे मुस्कान रखना है
हथेली पर हमें दुश्मन से आगे जान रखना है
अगर मैं ना रहा तो तुम भी सरहद को चले जाना
तिरंगे से लिपट आएँ यही अरमान रखना है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Harshwardhan Aurangabadi
our suggestion based on Harshwardhan Aurangabadi
As you were reading Freedom Shayari Shayari