raazdaan mera raqeebo ka muhaafiz ho gaya | राज़दाँ मेरा रक़ीबो का मुहाफ़िज़ हो गया

  - Rubal

raazdaan mera raqeebo ka muhaafiz ho gaya
tha kabhi gham-khwaar jo vo ab manafiz ho gaya

mujh mein ghulta yun raha jaise lahu ka misl ho
dekh kar be-dam mujhe kaise ravaafiz ho gaya

ab talak jo tha khada har jang mein saaya bane
vo mera hamraaz tha to kaise khaafiz ho gaya

ab sabhi dushman mere lagte mujhe hai dost se
jab se mera yaar hi dushman ke haafiz ho gaya

राज़दाँ मेरा रक़ीबो का मुहाफ़िज़ हो गया
था कभी ग़म-ख़्वार जो वो अब मनाफ़िज़ हो गया

मुझ में घुलता यूँ रहा जैसे लहू का मिस्ल हो
देख कर बे-दम मुझे कैसे रवाफ़िज़ हो गया

अब तलक जो था खड़ा हर जंग में साया बने
वो मिरा हमराज़ था तो कैसे खाफ़िज़ हो गया

अब सभी दुश्मन मिरे लगते मुझे है दोस्त से
जब से मेरा यार ही दुश्मन के हाफ़िज़ हो गया

  - Rubal

Fasad Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Rubal

As you were reading Shayari by Rubal

Similar Writers

our suggestion based on Rubal

Similar Moods

As you were reading Fasad Shayari Shayari